Tamil Karaoke Hindi Karaoke Malayalam Karaoke Telugu Karaoke Kannada Karaoke Konkani Karaoke
FB 3 in 1 Popup Box
Jinhe Ham Bhulaana Chaahe - Aabroo ( Hindi Lyrics )
Hindi Song: Jinhe Ham Bhulaana Chaahe
Movie or Album: Aabroo
Singer(s): Mukesh
Music Director(s): Sonik-Omi
Lyricist(s): G L Raaval
jinhe hum bhulaana chaahe, wo aksar yaad aate hain
bura ho iss muhabbat ka, wo kyon kar yaad aate hain
bhulaaye kis tarah un ko, kabhi pi thi un aankhon se
chhalak jaate hain jab aansu, wo saagar yaad aate hain
kisi ke sunrkha lab the ya diye ki lau machalati thi
jaha ki thi kabhi puja, wo mandar yaad aate hain
rahe aye shamma tu roshan, duwa deta hain parawaana
jinhe kismat mein jalna hain, wo jalakar yaad aate hain