Tamil Karaoke Hindi Karaoke Malayalam Karaoke Telugu Karaoke Kannada Karaoke Konkani Karaoke
FB 3 in 1 Popup Box
Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara - Aafreen Vol. 1 (Non-Film) ( Hindi Lyrics )
Hindi Song: Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara
Movie or Album: Aafreen Vol. 1 (Non-Film)
Singer(s): Pankaj Udhas
yahi hai fasaana humaara tumhaara - 2
jamaana deewaana humaara tumhaara
yahi hai fasaana humaara tumhaara - 2
jamane ki rasmo mein shaamil rahega - 3
woh milna milaana humaara tumhaara - 2
jamaana deewaana humaara tumhaara
yahi hai fasaana humaara tumhaara
gulo ki kitaabo ka unvaan hoga - 3
yahi muskuraana humaara tumhaara - 2
jamaana deewaana humaara tumhaara
yahi hai fasaana humaara tumhaara
mulakaat apani hai sadiyo puraani - 3
yeh rishta puraana humaara tumhaara - 2
(jamaana deewaana humaara tumhaara
yahi hai fasaana humaara tumhaara) - 2